Dosto aaj ke es blog me mai aap sabhi ko ek nya youtube channel banane ka tarika bata rha hu . jo bahut hi tezi se grow karega. aaj kal youtube pe . per second 80000+ view milte hai . or baat karte hai ki 1mint me youtube per 5 arab se bhi jyada view milte hai . aap 2020 me bhi youtube per social careare bna sakte hai .



2020 me youtube channel banana bahut hi aasan hai . eske liye aap apne browser open kijiye . or waha per aapko jarurat padegi ek gmail id ki jiski madat se aap aasani se youtube channel create kar sakte hai . agar aapke pass gmail account nhi hai to jaldi se ek gmai account bna lijiye . uske baad aap apne youtube me jaiye or side me aapko ek singup ka option dikhega . aapko us singup ke botton pe click karna hai . or apna gmail id dalkaer signin kar lena hai . phir aapko side me aapki id milega us id per click karke open karna hoga .  or usme niche ki taraf aapko setting ka option milega aapko us setting wale option pe click karna hai .

click karte hi aapko aapke name ke sath aapki id milegi . or waha per aapko add ya  create a new channel ka option milega . bas aapko click karna hai or aapse aapke channel ka name puchhega to aap apne kisi bhi brand name ya koi name dal dijiyega .  jisse aapko nya channel create karna ho .
name dalne ke bad create ke option pe click kijiye . or bas itna karne ke bad aapka channel ready ho jayega . uske bad aapko apne channel me kuch - kuch setting kana padta hai . channel create  karne ke bad aapko niche video upload karne ka option mil jayega  . waha se aap directly videos ko upload kar sakte hai . channel ko customize bhi karna padega or channel ka logo . channel create karne ke bad uper ki taraf aapko youtube studuo ka opyion milega . jaha se aap ya aap jaise kitne youtubers jo apne video ko handle karte hai  .yani check karte hai ki maine  kitne vidoes dale hai or kitne views aa rhe hai  . to es tarah se aap apna khud ka ek nya youtube channel create kar sakte hai . or agar aapka content uniqe ho or jayada se views mill rhe ho to kuch hi dino me aapka youtube channel grow ho jayega . or 10,000views  or 1,000 subscribers ho ne ke bad aapka channel monitize ho zayega  . jisse aapke youtube channel se earning hona start ho jayega . or kuch hi dino aap aap ki earnig zyada hone lagegi .